Bus Driver Ramu ko apni seat par baitha dekhkar
bola- “Are, utho shaitaan, meri seat par kyo baitha hai?”
Ramu- “Driver uncle, mai sabse pehle aaya tha”
Saturday, January 8, 2011
Jigyasu bache ne poocha- “Mummy, aap papa ko kaha mili?”

Maa- “Ek picnic me”
Bacha- “Kya mai aapke saath tha?”
Maa- ‘Nahi, jab gayi thi to tum nahi the,
lekin jab mai lauti to tum saath aaye thec

Adhyapika- “Jo kaam tumne nahi kiya, uske liye

tumhe saja bhi nahi milegi|”
Rinki- “Dhanyavad Madam, aaj mai homework bhool gayi hoon”

Adhyapak- “Kya tum kisi badi ladai ke
Adhyapak- “Kya tum kisi badi ladai ke baare me jaante ho?
Ramesh- “Ji haan, lekin baat yah hai ki mummy ne ghar ki baate baahar batane se mana kiya hai”

Master- “Rakesh, suna hai,
Master- “Rakesh, suna hai, tumhare ghar me naya baby aaya hai?”
Rakesh- “Ji, naya kyo kehte hai aap? Jab rota hai
to aisa lagta hai ki barso se rona seekhta raha hai

Maa- “Rinku, tum bure bacho ke saath kyo khelte ho,

ache bacho ke saath kyo nahi khelte?”
Rinku- “Maa, un ache bacho ki maatao ne apne
bacho ko mere saath khelne se mana kar diya hai”

Ek Chote ladke ne apne adhyapak
Ek Chote ladke ne apne adhyapak ko chunauti dete huye poocha- “Agar George Washington sachmuch ek imaandaar vyakti the, to unke janamdin par banko ko kyo band rakha jaata hai?”
Master- “Batao, gadhe aur manushya me kya fark hai?”

Vidhyarthi- “Manushya ko gadha kaha ja sakta hai,
parantu gadhe ko manushya nahi kaha ja sakta|”

Subscribe to:
Posts (Atom)