Mega Sale Domains @ Rs.99

Monday, January 16, 2012

Always try to send nice messages

Always try to send nice messages bcoz jab aapki saansein rukengi to log kahenge -
"Aadmi to kamina tha par msg acche bhejta tha"

HASEENO ko apna dil na dena

HASEENO ko apna dil na dena
.
Dil k JAZBAAT ye kya janegi
.
Kandhe ka DUPATTA to sambhalte nehi
.
Apka dil kya khak sambhalegi.

Hamari zindgi hai Dosto ki amanat,

Hamari zindgi hai Dosto ki amanat,
rakhna mere khuda sada unko salamat,
dena unhe khushiya saare jahan ki,
ban jaye vo tareef har 1 zuban ki.

Imagine if...

Imagine if...
Deve Gowda
soniya Gandhi
Laloo
Karunanidhi
Mayawati
r sailing in a boat & if it sinks
who vl b safe...?
Guess...?







!!!.."INDIA"..;-)!!!

kabhi kabhi mere dil me khyal

kabhi kabhi mere dil me khyal aata hai,ke dil jalta hai to dhuan kidhar jata hai.

5 STAR ki tarah dikhte ho,

5 STAR ki tarah dikhte ho,
NESTLE ki tarah sharmate ho,
MUNCH ki tarah jab muskurate ho,
Sach bolta hu yaar,
KITKAT ki kasam tum bohot KHUBSURAT lagte ho

Maine tujhe dekha

Maine tujhe dekha
Dekhta raha,
Dekhta hi gaya…
Phir mujhe chashma lag gaya.

Us ki ankhon mein lagta

Us ki ankhon mein lagta tha k mery pyar ka nasha hai
"paPpu"



Wo to baad mein pata chala kameeni CHARAS peeti thi... ;->

Dhoka diya b to kaisa diya,is dil ki

Dhoka diya b to kaisa diya,is dil ki hr nafz ko mita diya,ab ye kisikochahne ki galti katayi nhi karega,q k is dhadkte dil ko do hi palme tmne pathar jo bana diya.