Mega Sale Domains @ Rs.99

Friday, November 11, 2011

pareshan hu mai yar….

pareshan hu mai yar….
delivery nahi huyi hai yar…
mere glfrnd ke…


sms ki!
.
kal bheja tha usne msg…
abhi tak nahi aaya hai.

.waise tum kya samje?

kabhi kabhi ek aisa mod aata hai ki aapka

kabhi kabhi ek aisa mod aata hai ki aapka apne glfrnd par se bharosa uthne lagta hai; wo boaring lagne lagti hai; aise waqt me kuch mat karo; Apne G.F. ka phone number muze de do…..!!

mai kabhi nahi chahta ki tumhe

mai kabhi nahi chahta ki tumhe badi safalta mile;
mai kabhi nahi chahta ki tum bade aadmi bano;
…….. kyuki aisa hua to sala tum apun ko bhul jayega na!

kamino, nikammo; soye ho! kal agar apni

kamino, nikammo; soye ho! kal agar apni glfrnd ya beloved ka birthday hota to rat me jagkar 12 baje use msg bhej dete! kal apni bharat mata ka janmdin hai, chalo sab deshwasiyonko wish karo!

Main aasha karta hun Ki iss diwali

Main aasha karta hun Ki iss diwali ke sunder mauke pe,
Diwali ki aloakik Prakaash se, Tumhare dimaag main kuch ujala ho.
Aur tum insaano jaisi vyavhaar karna shuru kardo

Pal pal sa banta hai “EHSAS”,

Pal pal sa banta hai “EHSAS”,
Shsas sa banta hai “VISHVAS”,
Vishvas sa banta hai “RISHTA”.
Ristoon sa banta hai koi “KHAS”,
Jaisa
“AAP”