Q Who was the first Indian woman to fly abroad.
A Sita went to Lanka.
Monday, October 17, 2011
Q Who was the first Indian woman to fly abroad
Ek 10 saal ka kid bohot dhyan se ek book
Ek 10 saal ka kid bohot dhyan se ek book pad raha tha, jiska title tha: "Kids ka paalan poshan kaise kare".
Mother: Tum yeh book kyon pad rahe ho.
Funny Kid: Mein yeh dekhna chahta hun ke mera paalan poshan theek tara se ho raha hai ya nahi.
Train me laloo ne apna trunk upar
Train me laloo ne apna trunk upar samaan rakhne vali jagah par rakh diya. Neeche Mayavati baithi thi.
Mayawati: Lalooji, apna samman kahi or rakho, mere sirr pe gir jaega.
Funny Lalu: Koi baat nahi behanji, iss me tutne vali koi cheez nahi hai.
Mayawati apne friend Lalu ke ghar GOAT
Mayawati apne friend Lalu ke ghar GOAT le ke jati hai..
Lalu: E Bhaiswa ko kyun Layi ho ?
Mayawati: Dikhta nahi, Goatwa hai
Funny Lalu: Hum Goatwa se hi Puch raha Hun..!!Maalik Makaan: OK, mein tumko kiraya
Maalik Makaan: OK, mein tumko kiraya dene ke liye aur 3 din ki mohlat deta hun.
Funny Sardar Ji: Theek hai ji, mein Diwali Holi aur Chrismas ke 3 din select karta hoon.
Ik aadmi ki 6 fingers thi.
Ik aadmi ki 6 fingers thi.
Log usko Santa kehte the...
batao kyon?
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
Kyonki uska naam Santa tha.
Santa: Tuhari car ka tyre puncture kaise hua?
Santa: Tuhari car ka tyre puncture kaise hua?
Driver Banta: Ik daaru ki bottle iske neeche aa gayi thi.
Santa: Tumhe bottle nazar nahi aayi?
Funny Banta: Bottle uss bande ki jeb me thi jo meri car ke neeche aaya tha.