Mega Sale Domains @ Rs.99

Monday, January 10, 2011

santa & banta

Banta: tujhe apna laptop bada karwana hai..?

Santa: Haan yaar..

Banta: to fir Isme se
window nikalwa ke darvaja fit karva le..

Teacher: Tumhare father kia karte hain?

Teacher: Tumhare father kia karte hain?

Student: HBFC k malik hain.

Teacher: O Nice, acha ye HBFC ka matlab kia hai?

Student: Hafiz Burger & Fruit Chaat

1 Aurat ne ishara krke taiz a rhi bus ko roka

1 Aurat ne ishara krke taiz a rhi bus ko roka.

Driver: Kaha jana hai?

Aurat: Jana to kahin nhi hai..

Bacha ro raha hai.

Zara bus ka horn poo-poo baja do..

aik admi dosre se: bhia ye larki kia hoti hai?

aik admi dosre se: bhia ye larki kia hoti hai?






dosra:" pata nahi yar main to khud peshawar main rahta haon".

NewZealand me 1

NewZealand me 1
Bacha peda hua hy
Pedaish k wkt
uska wght 80kg tha jo bhurta gya or 15 din bad 280kg ho gya
herat angez Magr sach hy
Q k




Bacha Hathi ka tha.

1 Ghar mein TWINS paida huwe to saas ne kaha

1 Ghar mein TWINS paida huwe to saas ne kaha: mubarik ho! bhala bataao..
hmare pakistan k halat daikh kar bache bhi dunia mein akele ane se darte hain.