Mega Sale Domains @ Rs.99

Wednesday, March 28, 2012

Ek baar Santa Gangubai ke

  • Ek baar Santa Gangubai ke ghar jaata hai aur darwaza knock karta hai.
    Gangubai: Kaun ?
    Santa: Main !
    Gangubai: Main kaun?
    Santa: Tu Gangubai

  • Santa: Raat film vich ik

    Santa: Raat film vich ik chudail kade mere aggey, kade mere pichchey...
    Jeeto: Kehri film si ?
    Santa: Apne vyah di movie si !

    Santa: Doc saab, mein Chashma

    Santa: Doc saab, mein Chashma laga ke pad to sakoonga?
    Doc: Haan, bilkul.
    Santa: To phir theek hai doc saab varna Anpad aadmi ki zindagi bhi koi zindagi hai.

    Santa: Doctor, ye phulon ki mala kis k liye?

    Santa: Doctor, ye phulon ki mala kis k liye?
    Doctor: Ye mera pehla operation hai, success hua to mere liye, nahi to tumhare liye.

    Veeru: Basanti in

  • Veeru: Basanti in kutton ke aage mat naachna.
    Santa sitting with his dog in d theater. Saali naachegi kaise nahi, kutte ka bhi ticket liya hai

  • Santa: Oye, tera vyah ho gaya?

    Santa: Oye, tera vyah ho gaya?
    Banta: Haan
    Santa: Kudi naal.
    Banta: Oye, munde naal v hunda hai kya?
    Santa: Haan, meri sister da hoya si

    Jeeto: Sharam aani chahiye,

  • Jeeto: Sharam aani chahiye, tumhare Banta ki bibi ke saath sambandh hain.
    Santa: Sorry, par tumhe kaise pata chala?
    Jeeto: Kal Banta aaya tha, usne tumhara underwear pehna hua tha

  • Pappu: Bapu idhar aa...

  • Pappu: Bapu idhar aa...
    Jeeto: Aise nahin bolte beta, daddy ko izzat se bulate hai.
    Pappu: Bapu, izzat ke sath idhar aaja.

  • Santa: Oye, ladki dekh, kitni sohni hai

    Santa: Oye, ladki dekh, kitni sohni hai.
    Bata: Mujhe to uska naam bhi pata hai.
    Santa: Kya naam hai.
    Banta: Mein bank gaya tha, vahan yeh ek counter pe baithi thi, name plate pe likha tha: Chaalu Khata

    Santa: Ghar ka saara keemti samaan

  • Santa: Ghar ka saara keemti samaan chhupa ke rakh do, mere dost aa rahe hain.
    Jeeto: Kyon! Aapke dost chura lengey? Santa: Nahin, pehchan lengey.

  • Santa: Yaar meri aankhein

    Santa: Yaar meri aankhein dhang se nahin khulti, koi tarika batao.
    Banta: Kisi din achanak apne ghar chale jaao.

    Santa: Tainu tairna aanda hai?

    Santa: Tainu tairna aanda hai?
    Banta: No
    Santa: Tere naalon ta kutte changey ne jehre tair lende ne
    Banta: Tenu tairna aanda hai?
    Santa: Aaho
    Banta: Pher tere te kutte ch ki farak hai?

    Daku Mangal Singh Banta ke

  • Daku Mangal Singh Banta ke ghar mein ghusa aur bola: Sona kahan hai, jaldi bataao
    Banta: Pura ghar khali hai malko, jithe marzi so jao!
  • Santa to Jeeto: Kaisi sabzi banai

    Santa to Jeeto: Kaisi sabzi banai hai, bilkul Gobar jaisa swad hai.
    Jeeto, maatha peet te hue: Hey bhagwan! Na jane inhone kya-kya kha ke dekha hua hai.

    Banta: Wo ladki deaf lagti hai.

  • Banta: Wo ladki deaf lagti hai. Main kuch kehta hoon, woh kuch aur hi bolti hai.
    Santa: Kaise?
    Banta: Maine kaha I Luv U, to woh boli 'Maine kal hi Naye Sandal kharide hain'
  • Santa to Banta: Main apna

  • Santa to Banta: Main apna purse ghar bhool aaya, mainu 1000 Rs chahide si.
    Banta: Dost hi dost de kam aunda hai, le 10 Rs, riksha kar te purse le aa.