Mega Sale Domains @ Rs.99

Saturday, January 29, 2011

Santa’s Son: Papa aaj meri Miss ne

Santa’s Son: Papa aaj meri Miss ne aisa sawal pucha jiska jawab sirf Merey paas tha.

Santa: Oye Shabash puttar, kya sawal tha?

Son: Ye class main PAAD kis ne Mari?

Pathan k paas 1 mehman aaya

Pathan k paas 1 mehman aaya.
Pathan bola: 'o yara is pankhe k niche betho tumhe sawaab milega.
Mehman:wo kese?
Pathan: hm ye pankha masjid se utaar k laya hai.

Admi:Tumhari shadi kis se hui

Admi:Tumhari shadi kis se hui?
Pathan:Hamara 1 aurat se shadi hua hai Admi:Bewakuf kabhi kisi mard se bhi shadi hoti hai?
Pathan:Han hamara Behan ka hua hai.

The best shair written on A rickshaw!

The best shair written on A rickshaw!

Ferrari ka Baap, Nissan ka Nana…

Yeh rickshaw chala raha hai pathan deewana

8 yrs boy Ladka - "1 bidi ka bundle dena."

8 yrs boy Ladka - "1 bidi ka bundle dena."
Dukandar - "Kya re iss Umar me hi Bidi pine laga."
Boy - "Nahi Ye mere Chote Bhai ke liye hai Mujhe 1 Paket Willes dedo."

santa & banta

Santa - "Me to Apne sare Dosto ko Bhul gaya tha lekin 1 Film dekhi to sub Yaad aa gaye."
Banta - Aisa kya, Kon si Film thi?"
Santa - "KAMINEY"

Friday, January 28, 2011

PREMIKA- aaj tumne bahut acha bhashan diya..

PREMIKA- aaj tumne bahut acha bhashan diya..
NETA PREMI- saare sunne wale gadhe the..
PREMIKA- tabhi tum baar baar keh rhe the mere pyaare bhaiyo, pyaare bhaiyo