Mega Sale Domains @ Rs.99

Saturday, June 18, 2011

Santa:Judge Sahab,Muje Talaq Chahye..

Santa:Judge Sahab,Muje Talaq Chahye.. Pichle 1Saal Se Meri Biwi Ne Mujse Bat Nhi Ki. Judge:1Baar Firse Sochle,Aisi Biwi Kismt Se Milti He

Bahu-maaji ye abi tk nai aye

Bahu-maaji ye abi tk nai aye
khi koi dusri Aurat?
Saas-kalmuhi tu hmesa ultaSochti h
aisa B to hoSkta h kisi truck k niche aagya ho

wakeel: my lord kanoon ki kitaab ke

wakeel: my lord kanoon ki kitaab ke saffha number 15 ke mutabiq mere muakkal ko ba izzat-bari kia jaye.

JUDGE: kitaab paish ki jaye

(kitab pesh ki gaye)

judge ne saffa khola to us mei 5000, 5000 k do note thay..

JUDGE: is tarah k do saboot aur pesh kiye jayein.

Munna: Teray ko maaloom hai

Munna: Teray ko maaloom hai k cigarette aik tarah say slow poison ka kaam karta hai.

Patient: To mujhay konsa marnay ki jaldi hai.

Friday, June 17, 2011

Girl in a party to a man: Excuse me

Girl in a party to a man: Excuse me sir kia aap mere FACE se 1 cheez hata sakte hain?
Man (KHUSH hoe huye): HAAN haan Zaroor bolo kia?
Girl: Manhoos aadmi apni nazrien.

Ek bacha paida hotay hi nurse

Ek bacha paida hotay hi nurse say bola: Mobile hai?
Nurse: Kya karo gay?
Bacha: GOD ko miss call deni hay kye khariat say pohanch gaya

SANTA& BANTA

Santa: Why do God stay up in heaven? Banta: Because they are afraid of what they have created!