Mega Sale Domains @ Rs.99

Tuesday, March 27, 2012

Banta: Saadi teacher kehndi

Banta: Saadi teacher kehndi hai ke MAJJ da taja dudh peen nal dimag wadhda hai.
Santa: Oye je ajehi gall hundi taan apna katta ajj IAS officer lageya hunda!

Inspector to Santa: Faansi se pehle

Inspector to Santa: Faansi se pehle, bata teri aakhri ichha kya hai?Santa: Mere pair upar aur sier neeche kar k faansi de do!

Santa: Main ek eho jehi

Santa: Main ek eho jehi cheej labhi aa jeehday nal deewar de aar par dekhya ja sakda hai.
Banta: Balle! Ki cheej hai?
Santa: MORI

Banta joins army, given

  • Banta joins army, given AK 47. He's puzzled & asks Major: Sir, yeh bandook ki nali samne rakhun ya ulta?
    Major: Kisi bhi taraf rakho, faida desh ka hi hoga.

  • Santa's son: Mere papa bahut darpok hain.

    Santa's son: Mere papa bahut darpok hain.
    Banta's son: How?
    Santa's son: Jab bhi road cross karte hain to meri ungli pakad lete hain aur kehte hain ki chodna mat.

    Santa talking on phone.

    Santa talking on phone.
    Banta: Kis se baat kar rahe ho?
    Santa: Biwi se. Banta: Itne pyar se...?
    Santa: Tumhari hai.

    Monday, March 26, 2012

    Santa apni girlfriend ko

  • Santa apni girlfriend ko I Luv U kehta hai aur gir jaata hai.
    Girl: Yeh kya kar rahe ho? Santa: I'm falling in Luv