Mega Sale Domains @ Rs.99

Monday, March 5, 2012

Ek sardar jammu Kashmir mein rahta tha.

Ek sardar jammu Kashmir mein rahta tha. Vahan home tutions padhata tha. Ek din bahut jyada snowfall hua aur baher nikalna mushkil ho gaya.
Lakin sardar baher nikla students ke ghar jaane ke liye. Logon ne pucha sardarji kahan jaa rahe ho to bolne laga, sabhi bachon ko bolne jaa raha hoon ki aaj tution padhane nahin aaa paunga.........

No comments:

Post a Comment